Laapata

King
앨범 : Shayad Woh Sune
Humne kiye aise sawal
Jinka mila na jawab unse
Toot gaya mera jahaan
Jisko dhaage se banaya bunke
Ajnabi huye wo jo kabhi the apne
Aye na fir kabhi mudke vo hum rishte kya hi rakhte
Na-dani, na-samjhi unki ya kuch bhi kehlo
Humko bin kahe alvida
Wo hue laapata
Ab dhoondhein kahan
Unke nisha
Wo hue laapata
Na duri kate - hain darmiyaan
Ab har ek aayine mein tera hi aks hai
Tera ruthke chale jana kyu bada bewaqt hai
Tera chehra nigaahon mein kuch aise rakhke chala hun
Mukhtasar na bhi ho manzil , main tera banke raha hu...
Tum kahi dur...
Chale gaye ho, ye kyu hua hai
Mujhko chur...
Kar chuke ho, ye sab kya hai
Wo hue laapata
Ab dhoondhein kahan hum
Unke nisha
Wo hue laapata
Na duri kate hain darmiyaan
Ajnabi huye wo jo kabhi the apne
Aye na fir kabhi mudke vo hum rishte kya hi rakte
Na-dani , na-samjhi unki ya kuch bhi kehlo
Humko bin kahe alvida
Wo hue laapata

관련 가사

가수 노래제목
꿈미 King of King
Manowar King
Marillion King
UB40 King
Years & Years King
구본웅 (Ku Bon Woong) King
Audio Adrenaline King
Towers Of London King
Jean King
King's X King




가사 수정 / 삭제

댓글목록

등록된 댓글이 없습니다.